.

A collection of Hindi Shayaris

.
.
Showing posts with label Bewafa Shayaris. Show all posts
Showing posts with label Bewafa Shayaris. Show all posts

05/01/2016


bewafa-shayari-zindagi-guzar-rahi-hai-tujhe

Baki kuch nahi ab zamane mein,
Zindagi guzar rahi hai tujhe bhulane mein,

Ab kyun yaad aate ho itna dur jaane ke baad,
Shayad tu khush hai mujhe yun rulane mein.

बाकि कुछ नहीं अब ज़माने में,
ज़िन्दगी गुज़र रही है तुझे भूलने में,

अब क्यों याद आते हो इतना दूर जाने के बाद,
शायद तू खुश है मुझे यूँ रुलाने में.




Continue reading

27/12/2015


Ek Bewafa se Wafa kar raha hun

Ek Bewafa Se Wafa Kar Raha Hun,
Uski Ibadat Karke Khuda Ko Khafa Kar Raha Hun,

Ek Baar Mein Maut Gawara Nahi Mujeh,
Kisto Mein Khudkushi Kar Raha Hun.

एक बेवफा से वफ़ा कर रहा हूँ,
उसकी इबादत करके खुदा को खफा कर रहा हूँ,

एक बार में मौत गवारा नहीं मुझे,
किस्तों में ख़ुदकुशी कर रहा हूँ 
Continue reading


Bichad-ke-tumse-zindagi-saza-lagti-hai

Bichad ke tumse zindagi saza lagti hai,
Yeh saans bhi jaise mujse khafa lagti hai,

Agar umed-e-wafa karu toh kisse karu,
Mujko toh meri zindagi bhi bewafa lagti hai.

बिछड़ के तुमसे ज़िन्दगी सजा लगती है,
यह सांस भी जैसे मुझसे खफा लगती है,

अगर उम्मीद-ए-वफ़ा करू तो किस्से करू,
मुझको तो मेरी ज़िन्दगी भी बेवफा लगती है .
Continue reading

26/12/2015


Kisi Aur Ki Bahon Mein Rehkar

Kisi Aur Ki Bahon Mein Rehkar, 
Wo Humse Wafa Ki Baat Karte Hai, 
Yeh Kaisi Chahat Hai Yaaro,

Wo Bewafa Hai Yeh Jaankar Bhi, 
Hum Ussi Se Bepanah Pyar Karte Hain.

किसी और की बाँहों में रहकर, 
वो हमसे वफ़ा की बात करते है, 
यह कैसी चाहत है यारो,

वो बेवफा है यह जानकर भी, 
हम उसी से बेपनाह प्यार करते हैं.

Continue reading

23/12/2015


Hamane Wafa Ki Rah Ko Asan Samaj Liya

Hamane Wafa Ki Rah Ko Asan Samaj Liya, 
Kato Ki Wadiyo Ko Gulista Samaj Liya, 
Samaz Me Kucha Nahi Aata, 

Hum Isko Aashiqi Kahe Ki Sadgi Kahe, 
Katil Ko Humne Apana Meharban Samaj Liya.

हमने वफ़ा की रह को आसान समाज लिया, 
काटो की वादियों को गुलिस्ता समाज लिया, 
समाज में कुछ नहीं आता, 

हम इसको आशिक़ी कहे की सादगी कहे, 
कातिल को हमने अपना मेहरबान समाज लिया.
Continue reading

19/12/2015


Hame na Mohabbat Mili Na Pyar Mila

Hame na Mohabbat Mili Na Pyar Mila,
Humko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila,

Aapni Toh Ban Gayi Tamasha Zindagi,
Har Koi Aapne Maksad Ka Talabgar Mila.

हमें न मोहब्बत मिली न प्यार मिला,
हम को जो भी मिला बेवफा यार मिला,

अपनी तो बन गई तमाशा ज़िन्दगी,
हर कोई अपने मकसद का तलबगार मिला.
Continue reading

10/12/2015


Jab hota hai dard dil mein

Jab hota hai dard dil mein wajah teri bewfai hoti hai,
khamosh ho jate hai hoth mere wajah teri bewafai hoti hai,

Tadapte rahte hai hai lamha tere jaane ke baad,
Roti hai aankhen meri aur wajah teri bewafai hoti hai.

जब होता है दर्द दिल में वजह तेरी बेवफाई होती है ,
खामोश हो जाते है होठ मेरे वजह तेरी बेवफाई होती है ,

तड़पते रहते है हर लम्हा तेरे जाने के बाद,
रोती है आँखें मेरी और वजह तेरी बेवफाई होती है.
Continue reading

02/12/2015


Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye the

Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye the,
Teri kasam tujhe apna banane aaye the,

Kis baat ki saza di tune hum ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnane aaye the.

हम तो तेरे दिल की महफ़िल सजाने आये थे,
तेरी कसम तुझे अपना बनाने आये थे,

किस बात की सजा दी तूने हमको,
बेवफा हम तो तेरे दर्द को अपनाने आये थे.
Continue reading

25/11/2015


Dard Bahut Hua Dil Ke Toot Jane Se

Dard Bahut Hua Dil Ke Toot Jane Se, 
Kuch Na Mila Uske Liye Ansoo Bahaane Se,

 Wo Jante Thay Wajah Mere Ki,
Firbi Baaz Na Aaye Mujhko Aazmane Se.

दर्द बहुत हुआ दिल के टूट जाने से, 
कुछ ना मिला उसके लिए आंसू बहाने से, 

वो जानते थे वजह मेरे की 
फिरबी बाज़ ना आये मुझको आज़माने से.
Continue reading

23/11/2015


Karke Wada Wafa Ka Wo Mukar Gaya

Karke Wada Wafa Ka Wo Mukar Gaya, 
Ek Chote Se Tufaan Se Wo Kitna Darr
Gaya, 

Pata Nahi Koi Majburi Thi Uski, 
Ya Fir Is Khilone Se Uska Dil Bhar Gaya.

करके वादा वफ़ा का वो मुकर गया,
एक छोटे से तूफ़ान से वो कितना डर गया,

पता नहीं कोई मज़बूरी थी उसकी,
या फिर इस खिलोने से उसका दिल भर गया.
Continue reading

19/11/2015


Kisi Se Bewafai Itni Bhi Na Karo

Kisi Se Bewafai Itni Bhi Na Karo Ki,
Unhe Pyar Par Naaz Karne Ka Mauqa Bhi Na Mile.

Kisi Ka Dil Itna Bhi Na Todo Ki,
Fariyad Karne Ka Ek Tukda Bhi Na Mile.

किसी से बेवफाई इतनी भी ना करो की,
उन्हें प्यार पर नाज़ करने का मौक़ा भी ना मिले,

किसी का दिल इतना भी ना तोड़ो की,
फर्याद करने का एक टुकड़ा भी ना मिले,
Continue reading

18/11/2015


Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hain

Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hain,
unke khaton ko pani mein bahakar aaye hain,
koi nikal kar pad na le unhe,
is liye pani mein bhi aag laga kar aaye hain.

आज हम उन्हें बेवफा बता कर आये हैं,
उनके खतों को पानी में बहाकर आये हैं,

कोई निकल कर पड़ ना ले उन्हें,
इस लिए पानी में भी आग लगा कर आये हैं.
Continue reading

10/11/2015



Samjha Na Koi Dil Ki Baat Ko,
Dard Duniya Ne Bin Soche Hi De Diya,

Seh Gaye Jo Hum Dard Ko Chupke Se,
To Phir Humko Pathar Dil Keh Diya.

समझा ना कोई दिल की बात को,
दर्द दुनिया ने बिन सोचे ही दे दिया,

सह गए जो हम दर्द को चुपके से,
तो फिर हमको पत्थर दिल कह दिया.


Continue reading

04/11/2015



Na Kar Tamana Eay Dil Tu Kisi Ko Paane Ki,
Badi Bedard Nigahe Hain Is Zamane Ki,

Khud Ko Bana Le Kabil Tu Ab Iss Kadar,
Ki Rakhe Log Tamana Sirf Tujhi Ko Pane ki.




Continue reading

24/10/2015



Mohabbat Se Humain Kya Umeed Hoti Hai,
Mohabbat To Beumeed Hoti Hai,

Chahate Hai Jine Hum Jaan Se Bhi Zyada,
Bewafai Unhi Se To Naseeb Hoti Hai.


Continue reading

23/10/2015


Dil jalaa kar muskarate hai wo,
Apni aadat se kab baaz aate hai wo,

Pooch late hai har raaz mujhse mera,
Apani har baat mujhse chuoata hai wo.




Continue reading

17/10/2015


Yaad aata hai woh pyar uska,
Uske pyar ko dil se kaise mitaun,

Woh to auron ke sath khush hai,
Par main apna dil gairon se kaise lagaun.



Continue reading

10/03/2015


Dil Ke Qareeb Aa Ke Jab Wo Door Ho Gaye,
Sary Haseen Khawab Mere Choor Ho Gaye.

Humne Wafa Nibhai To Badnamiyan Mili,
Jo Log Bewafa The Wo Mashhor Ho Gaye.


Continue reading

21/02/2015


Shama Hoon Main Tere Aashiyaane Ki,
Bhuj Jayegi Hasti Meri Ek Din,

Shikaayat Hai Tumhe Aaj Mere Ujaale Se,
Hoga Andhera Toh Bohat Yaad Aayungi.

 

Continue reading

20/02/2015


Isse ittefaq samjo ya mere dard ki haqiqat,
Eay Sanam,Aankhen Jub bhi nam hui wajah hi tum nikle,

Jo wafa ke khabil na the, Unse wafa nibhaye maine,
Karke bharosa bewafa par, Chot Jigar par khayi hain maine.


Continue reading