.
Showing posts with label Dard Shayaris. Show all posts
Showing posts with label Dard Shayaris. Show all posts
05/01/2016
04/01/2016
Maine apni har ek saans tumhari gulaam kar rakhi hai,
Logon mai ye zindagi badnaam kar rakhi hai,
Ab ye aaina bhi kya kaam ka mere,
Maine to apni parchayi bhi tumhare naam kar rakhi hai.
मैंने अपनी हर एक सांस तुम्हारी गुलाम कर राखी हैं,
लोगों मै ये ज़िन्दगी बदनाम कर राखी है,
अब ये आइना भी क्या काम का मेरे,
मैंने तो अपनी परछाई भी तुम्हारे नाम कर राखी है.
18/12/2015
Padh Ke Tera Wo Jabab-E-Khat Hame Rona Aaya,
Tum Do Ghadi Na Kar Sake Intezar Hamara.
Aye Mohabbat Tere Aise Anzaam Pe Rona Aaya,
Jane Kyun Baar Baar Tere Naam Pe Rona Aaya.
Yun To Har Shaam Ummid Me Guzar Jati Thi Hamari,
Aaj Ye Ummid Bhi Tuti To Iss Baat Pe Rona Aaya.
Ab To Koi Nahi Hai Haal Tak Poochhne Wala Apna,
Ab Meri In Tanhaiyo Bhare Shaam Pe Rona Aaya.
Jab Bhi Hua Iss Duniya Me Jikra Mohabat Ka,
To Mujhe Apne Dil-E-Naakaam Pe Rona Aaya.
12/12/2015
Shaam khamoshi mein dhalti rahi,
Hum tanhai mein chalte rahe,
Kabhi hanste khud ke nasib pe,
To kabhi andar hi andar rote rahe,
Kabhi shikwa to kabhi thoker mili,
Fir bhi hum unse mohabbat karte rahe,
Hum jitna jaate rahe unke pass,
Wo bewafa utna hi hum se door hote rahe.
शाम ख़ामोशी में ढलती रही,
हम तन्हाई में चलते रहे,
कभी हँसते खुद के नसीब पे,
तो कभी अंदर ही अंदर रोते रहे,
कभी शिकवा तो कभी ठोकर मिली,
फिर भी हम उनसे मोहब्बत करते रहे,
हम जितना जाते रहे उनके पास,
वो बेवफा उतना ही हमसे दूर होते रहे.
09/12/2015
Mohabbat ki Zindagi mein gham ka
mod aata kyon hain,
Jo hota hai hamari chahat wohi hame rulata kyon hain,
Agar wo hota hi nahi hai hamari naseeb ki lakiro mein,
To Aye khuda aise logo se hume milata kyon hain.
मोहब्बत की जिंदगी में ग़म का मोड़ आता क्यों है,
जो होता है हमारी चाहत वही हमें रुलाता क्यों है ,
अगर वो होता ही नहीं है हमारी नसीब की लकीरो में
तो ए खुदा ऐसे लोगो से हमे मिलता क्यों है
24/11/2015
Shaam se aankh mein nami si hai, Aaj phir aap ki kammi si hai,
Dafan kardo humein ke sans mile, Nabz kuch dair se thammi si hai,
Waqt rehta nahi kahin chuhp ker, Is ki aadat bhi aadmi si hai,
Koi rishta nahi raha phir bhi, Ik tasleem lazmi si hai.
शाम से आँख में नमी सी है, आज फिर आप की कम्मी सी है.
दफ़न करदो हमें के साँस मिले, नब्ज़ कुछ देर से थम्मी सी है.
वक़्त रहता नहीं कहीं चुप कर, इस की आदत भी अदम्मी सी है.
कोई रिश्ता नहीं रहा फिर भी, इक तस्लीम लाज़मी सी है.
08/11/2015
Mujko Hasata Hain Aur Phir Rula Bhi Deta Hain,
Mujse Karke Woh Wade Aksar Bhula Bhi Deta Hain,
Ajab Mijaz Hain Us Harjai Ka,
Mohabbat Bhi Karta Hain Nazron Se Gira Bhi Deta Hain.
मुझको हँसाता है और फिर रुला भी देता है,
मुझ से करके वो वादे अक्सर भुला भी देता है,
अजब मिज़ाज है उस हरजाई का,
मोहब्बत भी करता है नज़रों से गिरा भी देता है.